In our WeKids Cultural exchange program we connect to students and teachers across the globe. This time we go all the way to Philippines. Don't miss this show! Stay tuned!
top of page
Search
Raat ke 2 baje! Mere aansu tapkne lage. muje yaad aaya ke kal History ka assessment hai. EXAAAM! :C
Mere dil ki dhadkane dodne lagi. Chinta ne muje chaaro taraf se gher liya tha aur tabhi achanak jorse bearish shuru hogayi. Mujhe man kar raha tha ki main kitaab fek du aur so jaau par tabhi achanak se bijli kadki aur jab tak mai window band karne pohcha, bijli chali gayi aur sab jagah andhera hogaya . Himmat jutake mombatti tak pohcha aur mein padne laga. Peeche se daravni awazein aane lagi... mombatti bhi buj gayi. Mein dar gaya aur tab light chaalu ho gayi. Mein fir padne laga jaise meine kabhi padha hi nahi tha. Meri reading speed teen guna tez thi. Mein samay dekhne gaya toh pata chala sirf 2 ghante baaki hai. Fir bearish shuru hogayi, fir meine relax karneka socha fir bhi padhai ka boj sar par tha. Main tayar hogaya aur dus minute pehle socha , what if school nai ho? Aur mere 2 minute nikalne ke pehle , Mein uth gaya, aur tab pata chala , yeh toh ek sapna tha. Aur vo din sacchi, school me chhuti mil gayi.
- Vyom and Punit ( 9 th )
All the articles and programs presented on WeKids Network are original and completely made by kids. #wekidscandoit
Updated: Feb 24, 2019
Do you know...
Why are Mumbai Dabbawalas known globally?
Why Harvard Business School did a case study on 'The Dabbawala System'?
Why were they specially invited to attend Prince Charles wedding...
Do listen to some interesting facts in our 'Mumbai Dubbawala' show!
Stay Tuned!
Entire Media Network Presented by Kids and Teenagers. #WeKidsCanDoIt
bottom of page